Yeh duniya hai ek (Institution)
Humne liya hai (Admission)
Qur’an hai hamara (Constitution)
Humaray Nabi (S.A.W) ne diya jiska (Presentation)
Ispar chalna hai apna (Profession)
Zaroor is-say apna (Connection)
Isi mein hai apna real (Sensation)
Na leyna tum koi (Tension)
Yeh duniya to hai ek (Station)
Karte hai wo sab (Sanction)
Iska Allah ke hathon (Function)
Dooor karo apna (Confusion)
Shaytaan hai hamara khula Dushman Jo leyga iska (Injection)
Hoga Emaan mein (Fluctuation)
Qabr mein hoga (Dissection)
Aur Jahannum mein iska (Retention)
Jo follow karega Allah aur Rasoo SAW k (Instruction)
Qiyamat may Allah dayga (Decision)
Jannat hogi uski (Destination)
No comments:
Post a Comment