Recent Posts

Saturday, January 15, 2011

Wo Faqa Kash

wo faqa kash kay mout say derta nahin zara
Rooh-e-Muhammad (PBUH) uss kay badan say nikal dou

Fikr-e-Arab ko dey key farangi takhayyulaat
Islam ko Hijaz-o-Yaman say nikaal dou

Afghanion ki ghairat-e-deen ka hai ye ILaaj
Mullah ko un kay koh-o-daman say nikaal dou

Ahl-e-Haram say un ki riwayaat cheen lo
Aahu ko murghzar-e-hatan say nikaal dou

Iqbal kay nafs say hai laaley ki aag tez
Aisey ghazal sira ko chamman say nikaal dou

Dr. Iqbal is assuming here that Satan is addressing to his followers.

Meanings: 
Faqa kash = Poor man but of strong Faith
derta = Scared of
Badan = Body
Fikr = Thoughts
Takhayyulat= Concepts
Ghairat-e-deen = Strong Faith
ILaaj = Cure
Mullah = Referring to strong faith Muslim here 
Koh-o-daman = Country (Afghanistan here)
Ahl-e-Haram = Muslims
Riwayaat = Traditions
Aahu = Deer
Murghzar-e-Hatan= Land of Faith and peace
Nafs = Thoughts
Laley = Garden
Ghazal Sira = Reformer here

1 comment: