Recent Posts

Friday, July 23, 2010

A life of every woman; SO SAD

woh pichlay adhay ghantay say musalsal roo rahi or roay ja rahi thi us ka pora chehra ansoo say tur ho chukka tha samnay us kay kay ammi abbu bhi bethay hoay thay magar woh sab say bay khabar roay ja rahi thi uss kay hath main churri thi tez dhar wali magar phir bhi woh jis takleef say guzar rahi thi wohi janti thi......ahhhhh kitni matlub parast hain yeh dunya kitni khud garz uffffffff uss kay apnay ammi abbu usay chup nahi kera saktay kaisi andheri dunya hai yeh.....
or woh larki apnay ap say dil hi dil main batay keray ja rahi thi .....kaisi dunya hai kiya yehi hai meri zindagi roz roo roz ansoo bahaoo magar koi pursan hal nahi ....................
BUSSSSSSS
AB US KI BARDHAST KI HAD KHATAM HOI
USS NAY EK FAISLA KER LIYA
NAHI AB WOH HO GA JO MAIN CHAHOO GI BUSS
OR PHIR USS NAY USS NAY USS NAY



PIYAZ KI PALET OR CHURRI TABLE PER PATHKHI OR AMMI SAY KAHA KAY AP ROZ ROZ ITNI TEZ PIYAZ LAY ATTI HAIN MERA RO RO KER BURA HAL HO JATA HAI

No comments:

Post a Comment