Recent Posts

Saturday, September 18, 2010

MaiN HosH MeiN Tha

Main hoosh mein tha tu os peh mar gaya kaisay?Yeh zehar mere laho mein utar gaya kaisay?
Kuch oske DiL meinlagwat zaror thi warna,Woh mera haath daba kar guzar gaya kaisay?
Zaror os ki tawajah ki rahbari ho gi,Nashay mein tha tu main apne hi ghar gaya kaisay?
Jissay bhulaaye kayi saal ho gaye Kamil*Main aaj os ki gali say guzar gaya kaisay?

No comments:

Post a Comment