gul -o -gulzaar ki baatin, lab -o- rukhsaar k qissay
yahan sab k muqadar me faqat zakhm- e -judai ha
sabi jhootay fasanae hain wisaal- e -yaar k qissay
bhala ishq -o -mohabbat se kisi ka pait bharta ha??
suno tmko sunata hun me karobaar k qissay
meray ahbaab kehte hain yehi ik aib ha mujh me
sar -e -deewar likhta hun pas -e -deewar k qissay
me aksar is liye loogn se ja kr khud nahi milta
wohi bekaar ki baatin wohi bekaar k qissay.........

No comments:
Post a Comment