Recent Posts

Showing posts with label Naat. Show all posts
Showing posts with label Naat. Show all posts

Saturday, December 4, 2010

Nabi Ki Yaad se Roshan (SAW)

Nabi ki yaad say roshan mayray dil ka nagina he
Wo mayray dil mean rehtay heyn mayra dil bhi madina he

Madinay ki judaii meyn sulagta mayra seena he
Parrha huun duur teba say yay jeena keisa jeena he

Nabi ki aal ka sadqa jahaan ki nay'matayn maango
Khuda say maangnay ka yay barrha achha qareena he

Jhukoon kyun gheyr kay dar par kisi say bhik kyun maangun
Mayray daaman meyn ishqay sarwaray deen ka khazeena he

Nazar afroz he ranginiay fardos ki laykin
Jo taskinay dil o jaan he wo aqa ka madina he

Hamay khatra nahiin koii niazi duub janay ka, Kay
ham jis meyn heyn betthay wo muhammd ka qareena he

Saturday, September 11, 2010

Taiba Taiba - Naat

Taiba Taiba recited by Hooria Rafiq

Madina anay wala hai - Naat

Madina anay wala hai recited by Hooria Rafiq

Dar e Nabi Per - Naat

Dar e Nabi per by Hooria Rafiq

Shah e Zaman Ayay - Naat

Shah e Zaman Ayay by Hooria Rafiq


Thandi Thandi Hawa - Naat

Thandi Thandi hawa by Hooria Rafiq

Main sab Say Bura Hun - Naat

Main sab Say Bura Hun by Hooria Rafiq

Dil thikana Mere Huzoor ka hai - Naat

Dil thikana Mere Huzoor ka hai recited by Hooria Rafiq

Kaabe ki Ronaq, Kaabe ka Manzar - Naat

Kaabe ki Ronaq, Kaabe ka Manzar recited by Hooria Rafiq. Wonderful!!