Recent Posts

Wednesday, August 11, 2010

Anwar Masood mazahiya Shairi

kal jo hua hai daf?atan us se mera mukaalma
khoobiy-e-ikhtisaar ka tajruba kuchh “unique” hai
main ne kaha ke “Bazm-e-Naaz” us ne kaha ke “Kya kaha”
main ne kaha ke “Kuchh nahin” us ne kaha ke “Theek hai”
pankhhay ki ruki nabz chalaane kay liye aa
kamre ka bujha bulb jalaane kay liye aa
tamheed-e-judaai hai agarchay tera milna
“aa phir se mujhe chhoR kay jaane kay liye aa”

No comments:

Post a Comment